Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu

Aaj ka paigham

Anas bin Malik narrated that :
the Messenger of Allah said:   Whoever has dried dates, then let him break the fast with that, and whoever does not, then let him break the fast with water, for indeed water is purifying.

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جسے کھجور میسر ہو، تو چاہیئے کہ وہ اسی سے روزہ کھولے، اور جسے کھجور میسر نہ ہو تو چاہیئے کہ وہ پانی سے کھولے کیونکہ پانی پاکیزہ چیز ہے“۔

Rasoolallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya : ”jise khajoor muyassar ho, to chahiye ke woh isi se roza khole, aur jisay khajoor muyassar nah ho to chahiye ke woh pani se khole kyunkay pani pakeeza cheez hai “ .


Jam e Tirmazi#694

Salman bin Amir Ad-Dabbi narrated that :
the Prophet said:   When one of you breaks his fast, then let him do so with dried dates. And whoever does not find dates, then water, for it is purifying.

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب تم میں سے کوئی افطار کرے تو چاہیئے کہ کھجور سے افطار کرے کیونکہ اس میں برکت ہے اور جسے   کھجور میسر نہ ہو تو وہ پانی سے افطار کرے کیونکہ یہ پاکیزہ چیز ہے ۲؎۔ ۔

Nabi akram sallallahu alaihi wasallam ne farmaya : ”jb tum mein se koi iftaar kere to chahiye ke khajoor se iftaar kere kyunkay is mein barkat hai aur jisay khajoor muyassar nah ho to woh pani se iftaar kere kyunkay yeh pakeeza cheez hai.


Jam e Tirmazi#695

Iftar ki Niyyat: Allahumma laka sumtu wa bika aamantu wa alaika tawakaltu wa ala rizqika aftartu"

Tarjuma:- Aye mere Allah Maine roza rakha aur Imaan laya tujhpar aur bharosa kiya tujhpar aur iftar kiya tere rizq par

Is baath ko aage rakhte hoove Allah tala se dua karta hoon ki Allah ham gunnah garoun ke Roze ko khabool Kare (Ameen)

Jazakhallah khair 

Comments

Popular posts from this blog

Tafseer Noor-e-iman (Surah-e-Fatiha)