Posts

Showing posts from April, 2021

THE BATTLE OF BADR 17TH RAMZAN E KAREEM

Image
CLICK AND DOWNLOAD PDF BOOK THE BATTLE OF BADR BY MEHDAVIA MYSURU

NEW KARNATAKA GOVERNMENT GUIDELINES 21-04-2021

Image
Assalamualiakum brother's and sister's in faith  Note. As per the government of Karnataka new guidelines the night curfew from 9:00 pm to 6:00 am From 21-04-2021 to 04-may-2021  And from 22-04-2021 all religious places are closed  At Mehdavia Khurshid Masjid Lashkar Mohalla  Mysuru Namaz e tarawi will be not there  and  Today 21-04-2021 namaz e isha will be at 8:00 pm Sharp.  And from 22/04/2021 till future notice Masjid will be closed for our brother's and sister's in faith TEAM MEHDAVIA MYSURU

Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu  Aaj ka paigham  Ramazan Allah ki bahot badi ne'mat hai, is mein har ache kaam ki jaza (sawab/ return) sattar guna (70 times) badh jata hai. Is Maheene ki khusoosiyat mein ek khaas baat ye bhi hai ke is Maheene mein Quran-e shareef nazil hua Jaisa ke Qur'an-e Majeed mein hi farmaya gaya ke "Shahru Ramazanal lazeee unzila fihil Qur'an" (Surah: 2 Ayat: 185) yani Ramzan ka wo Mahina jis mein Qur'an utara gaya. Yahan aap ko ye khayal aa sakta hai ke Qu'ran toh wahi ke zariye ahista ahista utara gaya tha (poore 23 saal ke period mein) toh phir ye kahna ke Quran Ramazan mein utara gaya hai ke kya maaney hain? Is ka jawab ye hai ke yahan us Qur'an ki baat ki ja rahi hai jise Allah ne Loh-e mahfooz se (yani saatwen asman se) sama-e duniya (yani Duniya ke asmaan yani pahle asmaan) par utara tha.  بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ اِنَّاۤ اَنۡزَلۡنٰهُ فِىۡ لَيۡلَةِ الۡقَدۡرِ ۖ ۚ‏ ﴿97:1﴾ 1. Yaqeenan Hum ne is

Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu Aaj ka paigham And when his lord tested Ibraham A.S with certain words, and he fulfilled them. He said; 'Behold, I make you a leader (Imam) for the people'. Said he, "And of my seed" ? He said " (the benefit of ) my covenant shall not reach the evil doers".(Al-Baqarah) Here the Qur-anic term "Imamul-Linnas" devotes a divinely guided spiritual leader. In the words of Ibraham" "and of my seed? there is a humble and an earnest prayer to make a leader (Imam) for the people from among my progeny too. Jab Ibrahim (Alaihi Salaam) ko  unn ke Rabb ne kai kai baaton se aazmaya aur unhon ne sab ko poora kar diya to Allah Ta'aalaa ne farmaya mein tumhen logon ka imam bana doon ga, arz karne lage aur meri aulaad ko, farmaya mera wa'dah zaalimon tak nahi nahi pahoonche ga. Ibrahim A.S ko allah tala bhouth aazmaishoon ke baad unse kheta hai ki hamne tumko loogoun ka imam Mukharrar kiya hai, tab I

Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu  Aaj ka paigham                 The Wisdom Behind Fasting Fasting in Ramadhan is not merely physically restraining from the obvious food and drink, but the total commitment of the servant's body and soul to the letter and spirit of fasting. The fast of the self, means to be free from all carnal desires. The fast of the mind is avoiding thoughts about things other than Allah (Glorified and Exalted is He). The fast of the hand is not touching/taking what does not belong to it. The fast of the nose means not sniffing or smelling unlawful things. The fast of the feet is not going places where sinful acts are propagated. The fast of the eye is to prevent it from seeing forbidden things. Allah (Glorified and Exalted is He) says in Al Quran

Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu  Aaj ka paigham  Sawal: kisi ne bhool se khaya piya toh roza rahega? Jawab: Khane peene se usi waqt roza jayega jab ke rozadaar ko yaad rahe ke wo roza hai warna nahin jayega.  RasoolAlah SWS ne farmaya ke "jis rozadaar ne bhool kar khaya ya piya usay chahiye ke wo roza poora kare ke yeh usay Allah ne khilaya ya pilaya hai (Bukhari aur Muslim.) (Ye Ahadees ki Mash 'hur kitabe.n hain). Bas aisa samjhlijiye ki vo Allah ki taraf se dawath hai  Abu Hurairah narrated that : the Prophet said:   Whoever does not leave false speech, and acting according to it, then Allah is not in any need of him leaving his food and his drink.   نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جو  (  «صائم» )  جھوٹ بولنا اور اس پر عمل کرنا نہ چھوڑے تو اللہ تعالیٰ کو اس کے کھانا پینا چھوڑنے کی کوئی ضرورت نہیں ہے“ ۱؎۔   Nabi akram sallallahu alaihi wasallam ne farmaya : ”jo jhoot bolna aur is par amal karna nah chhorey to Allah taala ko is ke khana piinaa chorney ki

3rd Ramzan Bahr-e-Aam of Farzand-e-Mehdi AS, Sair-e-Nabuath, Siddiq-E-Akbar, Awwal Miran, Bandagi Miran Hz Syed Mehmood “Sani-e-Mehdi RZ” Shaheed, First Khalifa RZ

Image
As salamu Alaikum Rahmathullahi wa Barakatahu. Brother's and Sister's in faith  On Friday 16-04-2021 3rd Ramzan  Bahr-e-Aam of Farzand-e-Mehdi AS, Sair-e-Nabuath, Siddiq-E-Akbar, Awwal Miran, Bandagi Miran Hz Syed Mehmood “Sani-e-Mehdi RZ” Shaheed, First Khalifa RZ After Namaz e Taravi  At Mehdavia Khurshid Masjid We Request Our Brother's And Sister's In Faith Take The Faiz Of Hazarat by Our Murshid Hz Moulana Moulvi Syed Ibadullah Aamir Yadullahi  Regards Team Mehdavia Mysuru

Seerat Sani-e-MahdiRZ

Image
Seerat Sani-e-MahdiRZ     Khalifa-e-Awwal, Bandagi Miran Hazrat SYED MAHMOOD Sani-e-MahdiRZ BY FAQIR SYED ZIAULLAH YADULLAHI Syed as-Sadaat, Manba'-al-Barkaat Siddiq-e-Akbar Hazrat Sani-e-Mahdi1 Hazrat Syed MahmoodRZ was born in Jaunpur [in what is now called Uttar Pradesh, India]. He was the eldest son of Khatam al-Awlia, Amrullah, Muradullah, Khalifatullah2 Hazrat Syed Muhammad Mahdi Mau'oodAS 3 . Hazrat Bibi BadhanjiRZ was his sister, two years elder to him. The age of Hazrat Imam MahdiAS was 22 years at the time of the birth Hazrat Sani-e-MahdiRZ. Hazrat Imam MahdiAS started his life long migration at the age of forty from Jaunpur. At that time the age of Hazrat Sani-e-MahdiRZ was 18 years. Danapur The first camp of Hazrat Imam MahdiAS after he left Jaunpur was Danapur [now in Bihar, India]. Here Hazrat Bibi IlahdatiRZ, wife of Hazrat Imam MahdiAS, saw in a dream. During this dream, the BibiRZ came to know that Hazrat Imam Syed MuhammadAS was the Mahdi Mau&#

Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu  Aaj ka paigham Hazrat Abu baker RZ se riwayat hai ke Huzur SWS ne farmaya ke jis ne Ramazan ka ek roza bhi baghair koi majburi ke qaza kiya toh umr bhar ka roza bhi is ki qaza nahin ban sakta, agarche ke wo baad mein qaza roza rakh le. (Bukhari Shareef). ROZA KIN KIN PAR FARZ HAI:  1. Musalaman hona  2. Balegh hona (yani taqreeban 10h standard walon ki umr)  3. Aaqel hona (Matlab deewano par farz nahin)  4. Tandrust hona (beemari mein muaf hai laikin qaza zaruri hai)  5. Muqeem hona (Agar aap safar ka irada rakhte hoo aur falan jagha par 15 din se zyad rukne ka irada rakhte ho aap par roza farz hoojatahai ).  6. Paak rahna. Agar koi jaan booj kar roza chod de ya thod deta hai tho is ka jurmana (penalty) kya hai  RAMAZAN KE ROZAY KA KAFFARA (YANI USKA JURMANA / PENALTY) Sawal: Ramazan ka roza qasadan (aan bujh ke) ya be-ehtiyati se todh diya jaay toh uska kya kuffara hai? Jawab: Hadees ki kitab Bukahri aur Muslim mein kuffare ki adaai ki taf

Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu Aaj ka paigham Anas bin Malik narrated that : the Messenger of Allah said:   Whoever has dried dates, then let him break the fast with that, and whoever does not, then let him break the fast with water, for indeed water is purifying. رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جسے کھجور میسر ہو، تو چاہیئے کہ وہ اسی سے روزہ کھولے، اور جسے کھجور میسر نہ ہو تو چاہیئے کہ وہ پانی سے کھولے کیونکہ پانی پاکیزہ چیز ہے“۔ Rasoolallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya : ”jise khajoor muyassar ho, to chahiye ke woh isi se roza khole, aur jisay khajoor muyassar nah ho to chahiye ke woh pani se khole kyunkay pani pakeeza cheez hai “ . Jam e Tirmazi#694 Salman bin Amir Ad-Dabbi narrated that : the Prophet said:   When one of you breaks his fast, then let him do so with dried dates. And whoever does not find dates, then water, for it is purifying. نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب تم میں سے کوئی افطار کرے تو چاہیئے کہ کھ

RAMZAN MUBRAK

Image

Aaj ka paigham

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu  Aaj ka paigham RAMADAN ka chand dekhne ki dua  اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ علَيْنَا بِالأَمْنِ والإِيمَانِ وَالسَّلامَةِ والإِسْلامِ ، رَبّي ورَبُّكَ اللَّه Allahumma ahillahu 'alaina bil-amni wal-iman, was-salamati wal-Islam, Rabbi wa Rabbuk-Allah (O Allah, let this moon appear on us with security and Iman; with safety and Islam. (O moon!) Your Rubb and mine is Allah. May this moon be bringing guidance and good)." [Tirmidhi] Eh Allah hum par is chand ko Aman, imaan , salamati aur islam ke saath tulu farma (Eh chand) mera aur tera RAB Allah hi hai, ye chand hidayat aur khair wala ho.  Jamia Tirmidhi, hadis no/2(1376)  HADEES: Farmaya RasoolAllah SWS ne "Jis kisi ne is mein (Maah-e Ramazan mein) Allah ki raza ki khatir bhala kaam kiya toh wo aam dino ke muqabil (Compared to the normal days out of Ramazan) ek farz ke barabar sawab kamaya. Aur jo koi is Mubarak Mahine mein ek farz amal ada karega (Jaise Namaz, ZikrUllah.) toh goya us ne

Aaj ka paigham 13-04-2021

Assalamalaikum vo rahmathullahi vo barkatuhu  Aaj ka paigham  Hazrat Sahl Ibn-e saad RZ Se Marwi (narrated by) hai farmaya RasoolAllah SWS ne ke "Jannat Mein aath (8) darwaze hain, un mein aik darwaze ka naam "Rayyan" hai, us darwaaze se wahi jayenge jo rozay rakhte hain. (Bukhari) Allah hame roze rakhne ki toufeekh de  (Ameen) Ramazan Allah ki bahot badi ne'mat hai, is mein har ache kaam ki jaza (sawab/ return) sattar guna (70 times) badh jata hai. Is Maheene ki khusoosiyat mein ek khaas baat ye bhi hai ke is Maheene mein Qur'an-e shareef nazil hua Jaisa ke Qur'an-e Majeed mein hi farmaya gaya ke "Shahru Ramazanal lazeee unzila fihil Qur'an" (Surah: 2 Ayat: 185) yani Ramzan ka wo Mahina jis mein Qur'an utara gaya. Allah Taala ne Qur'an majeed mein is Mahine ki fazeelat ka bayan aur Qur'an-e paak ka bayan ek sath kuch is tarah farmaya hai ki ek dusre ki fazeelat ek se badh kar ek nazar aati hai.  Allah Ta'ala ne Farmaya "Ram

30 DEEDS CHALLENGE FOR RAMZAN

Image
The blessed month is upon us! Ramzan is all about fasting, worship and charity and we couldn't think of a better time to commit to doing good. Show love to Allah (SWT) and thank him by performing a good deed everyday wi th our 30 Days, 30 Deeds Challenge